Dil Ki Panna - Shayaris

Sunday, June 25, 2006

Kya Num Du

tanhai me koi nehi sath deta...
siwai aapni eh tanhai...
mohabbat ki chahat me
akela ho gaya mai
sath hai to bus... aapni eh parchai
samajh ne aur samjhane ki
bahut koshis kya mai ne
har koshis nakam raha
sineme jo dil dharak raha hai
usko mai pathar bana lya
ab kabhi na dharkega eh dil
zindegi ke kisi bhi more pe
khoda ke pas duwa hai eh mera
kisi ko na nazar aye eh tanhai mera
bat jab hoto pe ata hai to
mera tanhai mujhse khamosh rahe
sayad ruthe hai mujhse
tum samjhane ki thora koshis karna
tanhai se bate karta hu to
tumhari parchai sath hota hai mera
mera piya khush raheeh duwa hai mera
piya ki har chahat puri ho
khoda se eh arzoo hai mera...
tanhai me koi nehi sath deta...
siwai aapni eh tanhai...
mohabbat ki chahat me akela ho gaya mai
sath hai to bus... aapni eh parchai

Sunday, June 18, 2006

Anjana

jane kaise mulakat ho gaye
anjani si chahra akhon ke samne a gaye
jisse bate karne ki chahat barne laga
lekin khamosh dil ne mujhko rokh lya
kuch pal khamoshi se kat gaya
kuch pal waqt ne chin lya
jab din dhal gaya... chand nikal aya
o anjani si chahera nazar aya
mai uss chahera se chup-chup kar
bate karta hu jab...
usski khamosh dil andehri rat ko roshaun kar diya
mujhe lagta hai...mai kho gaya sapne ki dunya me
o anjani si chahera mere samne chala aaye
kuch waqt mai bitaya mere sannata se
kuch waqt o anjani si chahera se
aur aaj mai... fir o anjani si chahera ki samne a gaya

Agar Kabhi Mile Hum Khudrat Ki Bagh-o-me

agar kabhi mile hum khudrat ki bagh o me
tum mere akhon me khudiko paogi
jaise ghungru ki awaz sunai dete hai kano me
aysehi, tum mere kanome aapni hi gunje paogi...
mere dil me samundar ki laher bahe raha hai
uss laher me tumhari dharkan ki
awaz sunai de raha hai mujhe...
is laher mujhe payasa chor diya
aur mere maan me tumhari payas hai...
mausam badal jati hai... lekin...
tumhari koi khabar na aye
lekin mera dharkan yehi kahete hai
tum aogi... tum aogi... apni payr pe chal kar
aur... ussdin badal garzegi... barsat ki rat hogi
aar honge mai aur tum... aur eh khudrat...

aaj jo hawa ki jhoka mere dil ko
tumhare dharkan pas le gayee
uss hawa ki jhoka me mai kho gaya...
dil ki tamanya thi eh
tum raho har waqt mere akhon ki samne
lekin khudrat na jane kab mere tamanya mitayagi
mitaygi humare dharkan ki chahat...
tere har bate mere kanome surki jhankar uthati hai
uss jhankar me mai kho jata hu payasa maan ki sath
moti se sajana chahta hu mai tumhari chahera
lekin moti bhi sarmati hai tumhari khubsurti se
tumhari anshu ki har ek bund ko hum
aapni dil ki dharkan se samhal lenge
uss dharkan ki tamanna hai eh
tumhari dharkan ki pas...bus aur na intejar karwao
ajao tum iss dharkan ki pas...
ban jao mere shase... jina shika do har ek pal ki sath...
agar kabhi mile hum khudrat ki bagh o me
payasa eh dil bujhega tumhari payar ki barsat me
o barsat kabhi thamne nehi denge hum
kyu ki...usme tum ho... aur koi nehi

Tuesday, June 13, 2006

Payar Jo Kar Liya Maine

payar jo kar liya maine
kisise chupana nehi chaha
tumhare sath bitaya huye har ek lamha ko
zindegi me sajana chahta hu
taqdir dil ki bat nehi manti
firvi dilne tumko chaha
payar jo kar liya maine
kisise chupana nehi chaha
mohabbat ki bahat sare rang hai
ek rang mere zindegi ko rangdi
ussi rang se asiqee nivana chahta hu
duniya me dilwalo ki koi nehi sunta
haste hai log sare
mere payar ko bekhudi kahete hai log sare
payar kise kahete hai sayad mujhe nehi pata
itna pata hai tumhare bina,
eh zindegi adhuri hai
zindegi me bahat sare rang dekhe hai maine
lekin, payar ka hasin rang nasib me nehi mila
jo do lamha mere zindegi me diye tum
ohi lamha zindegi hai mera
itne din bad tumse bate huye
mujhe laga zindegi rangin ho gayee
tumhare lye dua karta hutum khush raho
chahe hum rahe ya na rahe
payar jo kar lya maine
kisise chupana nehi chaha
tumhare sang bitaya oh lamha ko
zindegi banana chaha